HADIS: Hazrat Abu Saeedrd. Se Riwayat He Ke :
Huzur ﷺ Ke Zamane Me Khajur, Jaw, Kishmis Or Sukhi
Chiz (Panir) Wagerah Me Se Koi Ek Chiz 1 Saa Sadqa-E-Fitr Ke Tor Par Dete The. (BUKHARI SHAREEF)
KISHMIS (Sukhi Angur)
1 Saa = 3. 150 Kg (1 Aadmi Ke Hisab
Se) Rs.1260.00
KHAJUR
1 Saa = 3. 150 Kg (1 Aadmi Ke Hisab Se) Rs. 551.25
JAW
1 Saa = 3. 150
Kg (1 Aadmi Ke Hisab Se) Rs. 220.50
GHEHU
1/2 Saa = 1. 557 Kg (1 Aadmi Ke Hisab Se)
Rs.47.25
Note: Ghehu Ki Qeemat 30 Rs. Ke Hisab Se He, Isliye Jo
Ghehu Ka Istemal Ghar Me Hota Ho Uske Hisab Se Sadqa-E-Fitr Nikala Jaye.
NOTE: Upar Batayi Gayi Chizo Me Se Koi Ek Ya Uski Qeemat
Sadqa-E-Fitr Me Nikalna He.
MUSTAHIQ:
Sadqa-E-Fitr Un Logo Ko Dena He Jo Zakat Ke Mustahiq He.
NOTE: sadqa-e-fitr ki mazkurah qeemat surat gujarat 2015 ke hisab se he.
NOTE: sadqa-e-fitr ki mazkurah qeemat surat gujarat 2015 ke hisab se he.
NOTE: apne WHATSAPP par annida islamic msg hasil karne ke liye niche bataye gaye tariqe par ek sms kijiye :
AN-NIDA START
NAME:
CITY:
Post a Comment